Ae hey hey hey hey hey hey,
oh ho ho ho ho ho ho
Ho ho ho oh, ho ho ho
Soni soni ankhiyon waali
Dil deja ya deja tu gaali
Soni soni ankhiyon waali
Dil deja ya deja re humko tu gaali
Hum tere deewane hain,
hum aashiq mastaane hain - 2
Jhoothi jhoothi batiyon waale
Bholi soorat, dil ke hai kaale
Jhoothi jhoothi batiyon waale
Bholi soorat, dil ke hai
dil dil yeh kaale
Yeh aashiq lut jaane hain,
dil sab de tut jaane hain - 2
Aah aah aah...
Jaa kudiye jo kar le
Gora badan tera rang diya
Oye mundiya, vaada raha
Suli pe jo naa tujhe tang diya
Main suli pe chad jaava
Tu bol, abhi mar jaava
Main tujhse agar darr jaava
Dil naam tere kar jaava
Yaad rakhna mera kehna
Yeh dil ek din mil jaane hain
Hum tere deewane hain,
hum aashiq mastaane hain
Yeh aashiq lut jaane hain,
dil sab de tut jaane hain
Aah aah aah aah...
Hmm, kyoon mujhse door khadi hai
Badi masti tujhe chadi hai
Kyoon mujhse door khadi hai,
dil ke nazdeek badi hai
Aa lag jaa gale tu kisi bahaane se
Bahaane se, bahaane se
Badi masti tujhe chadi hai,
har ladki door khadi hai
Main aagayi phir bhi tere bulaane se
Bulaane se
Soch kar tha tujhe aana
Aakar vaapas naa jaana
Hum tere deewane hain,
hum aashiq mastaane hain
Yeh aashiq lut jaane hain,
dil sab de tut jaane hain
Aah aah aah aah...
Gham ho ya koi khushi
Purva ka jhonka hai
Ek aaye ek jaayega
Kyoon dil ko roka hai
Is dil ko humne nahin
Hamein dil ne roka hai
Koi bataa de zara
Kya sach, kya dhoka hai
Ye duniya saari badi hai pyaari
Yahi ek sach hai,
yeh sab rang bade suhaane hain
Hum tere deewane hain,
hum aashiq mastaane hain
Yeh aashiq lut jaane hain,
dil sab de tut jaane hain
Soni soni ankhiyon waali
Dil deja ya deja tu gaali
Jhoothi jhoothi batiyon waale
Bholi soorat, dil ke hai,
dil ke yeh kaale
Hum tere deewane hain,
hum aashiq mastaane hain
Yeh aashiq lut jaane hain,
dil sab de tut jaane hain
Hum tere deewane hain,
hum aashiq mastaane hain
Yeh aashiq lut jaane hain,
dil sab de tut jaane hain
0 comments:
Posting Komentar